~|~aik diya dil mein jalana bhi, bohja bhi dena~|~

aik diya dil mein jalana bhi, bohja bhi dena yaad karna bhi usay roz, bohla bhi dena

kia kahon yeh mere chahat hai kay nafrat uske
naam likhna bhi mera likh kar mita bhi dena

phir na milnay ko behcharta to hoon tujhe say lakin
mur kay dekho to palatnay ke duaa bhi dena

khat bhi likhna usay, mayous bhi rehna us say
jurm karna bhi magar khud ko saza bhi dena

mujhe ko rasmoo’n ka takluf bhi gawara lakin
jee mein ayay to yeh dewaar gira bhi dena

us say mansoob bhi kar lena puranay qisay
uskay balon mein nayay pohl bhi saja dena

sorat-e-naqash-e-qadam, dasht mein rehna mohsin
apnay honay say na honay ka pata bhi dena

By: Mohsin Niqvi.

woah :-O .. that was something :=)

:hug: sukar hai apko pasand to aya:hula:

thanxxxx:hug:

buhet khoob :k: :k: :k:

Nice :k:

humm

Re: ~|~aik diya dil mein jalana bhi, bohja bhi dena~|~

[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *

aik diya dil mein jalana bhi, bohja bhi dena
yaad karna bhi usay roz, bohla bhi dena

kia kahon yeh mere chahat hai kay nafrat uske
naam likhna bhi mera likh kar mita bhi dena

phir na milnay ko behcharta to hoon tujhe say lakin
mur kay dekho to palatnay ke duaa bhi dena

khat bhi likhna usay, mayous bhi rehna us say
jurm karna bhi magar khud ko saza bhi dena

mujhe ko rasmoo'n ka takluf bhi gawara lakin
jee mein ayay to yeh dewaar gira bhi dena

us say mansoob bhi kar lena puranay qisay
uskay balon mein nayay pohl bhi saja dena

sorat-e-naqash-e-qadam, dasht mein rehna mohsin
apnay honay say na honay ka pata bhi dena

By: Mohsin Niqvi.

[/QUOTE]

Bohat khoob jee keep it up :)

beautiful :flower1:

:k:

Nice one :snooty:

Nice :k:

Beautiful :k:

thanx everyone :flower1:

heart hacker janu mujhe sa nakray na he kaor tum to behtar hai:halo: :stuck_out_tongue: :snooty:

Ps: welcome back sweety:kiss:
didn’t miss u a bit:snooty:

Re: ~|~aik diya dil mein jalana bhi, bohja bhi dena~|~

very nice :k:

^^ thankoooo:hug: