**
Uski Ankhon mei muhabbat Ka sitara hoga
Aik din aye ga wo shukhs hamaRa hoga
Wo jahan meray liye seepiyan chuntaa hoga
Wo kisi orr hi darya ka kinaara hoga
Jinkay hoonay say meri sans Chala krti thi
Kistarah un kay bagair apna guzara hoga
Zindagi abb kay mera nam na shamil krna
Gur ye tay hai k yehi khel doobara hoGA
Ishq karna hai to din raat usay Soochna hai
Or kuch zehn mei aya to khasara hooga
Paa he loon ga ussay MEi ek din
Meray Mola ka Wasi joonhi Isharra hoga
**
Uski Ankhon mei muhabbat Ka sitara hoga
Aik din aye ga wo shukhs hamaRa hoga
Wo jahan meray liye seepiyan chuntaa hoga
Wo kisi orr hi darya ka kinaara hoga
Jinkay hoonay say meri sans Chala krti thi
Kistarah un kay bagair apna guzara hoga
Zindagi abb kay mera nam na shamil krna
Gur ye tay hai k yehi khel doobara hoGA
Ishq karna hai to din raat usay Soochna hai
Or kuch zehn mei aya to khasara hooga
Paa he loon ga ussay MEi ek din
Meray Mola ka Wasi joonhi Isharra hoga