'Dil jaloon say dil jaloon ka rabita acha lagga..
Do ghari mil baithnay ka silsala acha lagga
Koi Khobi tuo na thi muj main kay chaha jaon main...
Phir najanay kiyoun ussay chehra mera acha lagga...
Raat sari jagnay kay baad mujay subho dum...
Neem baaz ankhoon say us ka daikhna acha lagga
Baat meri aur mukhatib us ka hona ghair say...
us ka yeh tarz-e-takalum bee bara acha lagga
Apnay chehray per jo daikhay us kay hontoon kay naqoosh
mudatoon kay baad mujaay aaina acha lagga...
[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *
|Dear Dania..
Good selection dear.. I love it.
This beautiful shairi is only for you..