Aik dhaga

Re: Aik dhaga

Meray bhai ka blog hai…aap agar seekhanay kay khuwahishmund hain to main aap ko uska patta zaati peghaam mein bhijwa deti hoon.

Ain nawazish hogi aik poora jumla hai. Ain kay baghair yeh jumla adhoora hai. Ain ka matlab Bilkul ya phir angeraizi mein Exact ko kehtay hain. Yaani, Yeh bilkul nawazish hogi Yaani yehi hum chahatay hain.