Aik daffaa ka zikar hay -----

kay aik dinn hamain yeh bhi karnaa paRraa thaa :blush:
yeh jooo hamaray haath main haay naa - issay JHAARroo Kehtay hain :wink:
aur ham issay istaimal karnay ki praastik kar rahay hain :blush:

[thumb=A]shmahdi2a.JPG[/thumb]

nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :mad: yeh jharoo nahiiii

yeh phool jharoo hai, pak main hotay thay i luveddddddddddddddddddddddddddd doing safaaiee wid it :kiss: :crying: i misssssss paki landddddddddd

wese nice face :wink:

haaaaaaaa. i love this guy. his sense of humor is great. good work jhames bhaand

What a pitty …One sweeper with a funny face :clown: and two supervisors…
Seems like a typical GERMAN Style :biggrin:

gund bhi tou hum log hi phainktay hai agar saaf bhi khud karle tou kiya farq perta hai:)

ahaa :D safai woh bhi pant shirt pehan kar..shalwar kameez nahe pehni jati thi kia... easy ho kar safai kartey hain..and kitna kachara hai...

neechey ho kar jhaaro detey hain
*sigh

MEN

Gabbar shairnee
lagtaa hay tumhain bhi kafi praastik hay phool Jharoo use karnay ki :wink:
hskhan abhi tum nay daikhaa hi kiyaa hay :smokin:
waisay shukriyaa :blush:
behlool ziyada details main janay ki zaroorat nahin bay
warnaa kahin tum buGhlool na ban jaao :rotfl:
jaan lewaa biraathar wah yeh tu buhat hi nai baat ki hay aap nay :rolleyes:
nia jee asal main hum tu pehli dafaa day rahay thaay naa
aap tu dinn main 12 daffaa daitee hain tu aap ko ziyada pata hay :stuck_out_tongue:

Re: Aik daffaa ka zikar hay -----

k so dat’s da reason u left siemenz :smokin: btw bhabi g ne achi trainin di he :wink: hats off 2 her

hehe hehe nice snap bhaand saahib..... :)

now let me guess :D

wo jo sahib aapko instruction de rahe hai wo huve sahib jee aur jo aapki nigraani kar rahee hain (jese cuba mein qed talibanz ki ki jaati hai) wo theray security no?

however great picture and thanks for shring.

Re: Re: Aik daffaa ka zikar hay -----

jee nahin :snooty:
training ham nay unhain dee hay :wink:

aur hanie :smack:
tumhara reply daikhnay kay baad jab achaanak tumharay signatures par nazar parrtee hay naa tu basssssssss :rolleyes:

mareez e ishq bhai
yar bilkul ghalat - sahib tu ham hi hain
bass uss dinn woo khail rahay thaay naa - jaisay woo school main hoota hay naa - subb bachhay teacher ban jaatay hain aur saray teachers joo hain woo students ban jatay hain :smiley:

nice........phool jharoo yar...yeh office ki hai ke ghar ki? :p

:hoonh: ki kariay, praastik tou hogi, aakhir pakistani kuri hoon :crying: kaam tou sara mujhe hee karna parta hai na, ghar ke munday tou apni buttz pe bethe rehte hain araam se, ungli takk nahi hilaate :crying: :smash: nafrat hai mujhe, larkon se thuday maaring

buttz kay alawaa aur kaun kaun si jagaahain hain baithnay kay liyaay
:rolleyes:

:D nice pic :p

:rotfl:

phajja bhai jharoo toh waisay aap ne aisay pakra hua hay keh kirkit mein batting ker rahay hon :smack:

and pant shirt mein :eek: bari maadrum company hay aap ki :hehe:

:rotfl:

:rotfl::rotfl::rotfl::rotfl:
:rotfl::rotfl::rotfl:

aap ko pata hoga, aap bhi unhee main se hain ek :mad2: :hoonh:

:hehe:

so what do they say: kabhi kabhi zindagi insaan ko apna aap dikha deti hai… :smiley:

Uff … itna ghussa Aunty Jee…