BarKhurDari Pamela Anderson aik daffa phirr dulhan bann rahi hain
Anqareeb unn kay haath peelay ho jaieN gay
Unhain buhat buhat mubarak hoo
unn kay aur unn kay honay walay miaN kay buhat saray maujooda bachhon ko bhi kafi maza aaiey gaa. Ghar main halla Gulla ho ga- Dhool Bajay gaa
Re: Aik daffa phirr unn kay haath Peelay ho rahay haiN..
Babul ki duaian laiti jaa
Ja tujh ko sukhi sansaar milay tissue ka dabba plz]
Maikay ki kabhi na yaad aayay
Susraal main itna piaar milay
Kanta bhi chubhnay paayaay kabhi
Sab ki 'ladli' teray paoon main ronduu music
pata nai umreeka jaisay mulk main wo baichari kay hathon main mehnadi, cheahray par ubtan, wo peela jorha, wo khanakti choorian, wo wo wo ... ansoo pooching