Aik dafa ka zikar hai...

Mujhay meray bachpan ki kahani yaad aa rahi hai… lekin mai bhool gaya kai ye kaisay khatam hoti hai… :mad:

Koi meray liyai kahatm karday please…duain doonga..

Aik dafa ka zikar hai
Aik choohha aadi baadi phirta thaa
Uss ki duum mai kanta chuba
Wo aik hajjaam kai pass gaya

…agai kia hota hai…please mujhay batao… :crying:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

wats a aaadi baadi :hmmm:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

meandering.. Koi urdu nahi janta kia. :mad3:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

lol - mjay meandering ka bhe matlab nahin pata :hmmm:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

acha abh yaad aaya english wala meandering :omg:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

hajjaam Lifeless thi:hmmm: aur make up karnay main busy

so she said kal aao:@:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

aghe kia hoa

Re: Aik dafa ka zikar hai…

jo kaanta body se bahar tha.. hajjam ne usay kaat dia.. shimple