Aik dafa ka zikar hai.......

Re: Aik dafa ka zikar hai…

okay :cb: gs kai sailaab mai har koiee doos raay ko daboonai kee kosish kar raha hai. aur jo auntiyan hai gs mai un hoon nai too apnai aap ko bachanai kai liyai new gupies ko daboona shoroo kar diya hai.

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

mai a tu jata hon 'liken mera dimagh itna kaam nahi karta hay

Re: Aik dafa ka zikar hai…

Lahol-e-wala quwat. Yeh kis kisam kay ideas soojh rahay hain aap ko?

Inno Bro. help karian.

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

^ liken kiss ke

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

Meri, aur kis ki. Koi achha sa idea naheen hai aap kay paas?

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

acha ap ke help karni hay
idea related to what ?

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

Koi story start karain na. Aik dafa ka zikar hai.....

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

acha koshish karta hon

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

ik dafa k zikar hay k mai kafi bore ho raha tha
and karnay ko kuch b nahi tha k mai nay socha Gupshup he open kar laita hon
jesay he mai nay Gupshup open kiya tu .............

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

salam namastey

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

may i ask u wat u guys r talkin bout?

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

walikam salam
jitay rahien khush rahien
welcome to GS
have fun

ji ham loug story bananay ke koshish kar rahay hain

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

Aur jaisay hi aap nay yeh thread open kiya to Mehsoos na Karna nay Salaam Namastay kar diya. Inno bro nay kaha
"walikam salam
jitay rahien khush rahien
welcome to GS
have fun "

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

us k baad IS img 2 mai gia and ik thread mai post ke
and phir ....................

Re: Aik dafa ka zikar hai…

IS zaiyadaa koshish na karnaa. sunna hai kai aap kaa hazmaa kumzoor hai:cb:

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

^ galat suna aap nay mera hazma nahi balkay hafza kamzooor hay :p

Re: Aik dafa ka zikar hai…

^ And then they started playing roll eyes game.

:rolleyes::rolleyes:
:rolleyes::rolleyes: