OMG
January 1, 2006, 2:16am
1
New year hai to kuchh new kaam karna chahiye. Tau aik story start kartay hain…jis main har koi hissa lai ga. Laikin aik shart par, koi ghair ikhlaqi baat naheen ho gi. Warna uski post ki Report ho gi.
Tau aik dafa ka zikar hai keh main apnay students ko art ka lesson day rahi thhi. Grade one kay students…
Re: Aik dafa ka zikar hai…
n M uR sTuDeNt
OMG
January 1, 2006, 2:22am
3
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
"Ji tau keya aap 5 to 6 years old hain? "Said me.
Re: Aik dafa ka zikar hai…
nAhI bUt I aCt LiKe 5/6 YrZ oLd
OMG
January 1, 2006, 2:29am
5
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
"Tau aap ko phir "Special Children" type school main admission lena chahoye." Said me.
Re: Aik dafa ka zikar hai…
aGaR aPp TeAcHeR hUhI tOu No PrObLeM:blush:
pS: y U tAlKIn In “…”???
OMG
January 1, 2006, 2:54am
7
Re: Aik dafa ka zikar hai…
“I dont teach in such schools.” Said me.
PS: Because its a story and I am typing my dialogs in direct speech.
Re: Aik dafa ka zikar hai…
dEn WhIcH sChOoL u TeAcH iN???
fghd
January 1, 2006, 3:22am
9
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
New year hai to kuchh new kaam karna chahiye. Tau aik story start kartay hain.....jis main har koi hissa lai ga. Laikin aik shart par, koi ghair ikhlaqi baat naheen ho gi. Warna uski post ki Report ho gi.
Tau aik dafa ka zikar hai keh main apnay students ko art ka lesson day rahi thhi. Grade one kay students..................................
nay EMM kay saath mil kar OMG teacher kay peechay larkay chour diyeh...jis may Jaan lewaa bhi thaa...jabb OMG nay yeh dekha tou....
OMG
January 1, 2006, 3:41am
10
Re: Aik dafa ka zikar hai…
Jaan lewaa ki pittayi kar di… Aur EMM kay peechhay baqi larkon ko baijh diya:devil:
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
Jaan Lewaa PhIr Ek CoRnEr MaI bAiTh KaR rOnAy LaGa N OMG uSs K pAaS gYi AuR pHiR.....:p
OMG
January 1, 2006, 6:52am
12
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
Jaan Lewaa PhIr Ek CoRnEr MaI bAiTh KaR rOnAy LaGa N OMG uSs K pAaS gYi AuR pHiR.....:p
Phir Pagal Dewana yeh bardasht na kar saka aur usnay jaib say pistol nikal kar Jaan LEwaa par fire kar diya. EMM yeh daikh kar jazbati ho gayi. Phir.........
fghd
January 1, 2006, 7:02am
13
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
phir kaha, kay meray bhai Jaan lewaa kaay saath na insaafi hai...isssi gham may abb OMG ki JL kay saath....
OMG
January 1, 2006, 7:09am
14
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
phir kaha, kay meray bhai Jaan lewaa kaay saath na insaafi hai...isssi gham may abb OMG ki JL kay saath....
Hamesha kay liye lardai ho gayi. OMG nay Jaan Lewaa kay rakh kar chapair mari aur kaha keh sharam naheen aati. Aur yeh apna bachao kiyon naheen kiya? EMM yeh diakh kar Jaan Lewaa say naraz ho gayi. Itnay main story main Precious Khan enter howa. EMM nay usko daikha to...................
fghd
January 1, 2006, 7:14am
15
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
Hamesha kay liye lardai ho gayi. OMG nay Jaan Lewaa kay rakh kar chapair mari aur kaha keh sharam naheen aati. Aur yeh apna bachao kiyon naheen kiya? EMM yeh diakh kar Jaan Lewaa say naraz ho gayi. Itnay main story main Precious Khan enter howa. EMM nay usko daikha to...................
tou kaha, " aa gayee bhai jee" aur jabb OMG yeh suna tou woh khushi say uchal parri aur phir precious khan ko .......
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
*aur iss tarha wo hasi khushi rehne lagay...... * :D
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
tou kaha, " aa gayee bhai jee" aur jabb OMG yeh suna tou woh khushi say uchal parri aur phir precious khan ko .......
bhai dubai say kab aae our mare liye kya lae aap :p
Janwar
January 1, 2006, 12:43pm
18
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
tumharay leyah samosa or ullo lay kar aie hai :p
OMG
January 1, 2006, 11:54pm
19
Re: Aik dafa ka zikar hai.......
Hain, Dubai say yahi lana thha??said OMG. Laikin woh Janwar kay liye kuchh na laye aur Janwar is baat par jal bhun kar kabab ho geya.......
Re: Aik dafa ka zikar hai…
Aur Abdullah saray samosay lay kar bhaag geya..:evil: Janwar mounh takta reh geya. Main aur EMM baith kar samosay enjoy karnay lagay. Precious Khan khara ka khara reh geya…:dixsie: