Aik dafa ka zikar hai.......

Re: Aik dafa ka zikar hai…

dewaar hazir hay :frusty:

Re: Aik dafa ka zikar hai…

whts this means :confused:

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

[QUOTE]

Pkhan nay smiking start kardi jis ki wajah say woh asthma ka patient ban geya......yeh suntay hay Pk nay ik derdnak cheekh maree .....jis ki wajha say Gs main zalzala agya or ....sailaab bhi to aaya hoga uski NOSE say

[/QUOTE]

yahan tuk thee story ....now ur trun is say pehlay kay sub is saylaab main doob jain lolzz

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

call 911 to send some rescue ships

Re: Aik dafa ka zikar hai…

rehnay dain Dewar toot jaye gee khamkhwa ka nuqsan ..

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

saylab Gs main aya hay Usa main nahi ...

Re: Aik dafa ka zikar hai…

Attock cement ka nishaan … Mazboot Pakistan :jhanda:

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

okay then i guess call 119 so some jamaadarr can come and he will save gs from flooding

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

[quote]
Attock cement ka nishaan ... Mazboot Pakistan
[/QUOTE]

kahan say mazboot tor diya hay pakistan ko sub nay ...so sad

[quote]

okay then i guess call 119 so some jamaadarr can come and he will save gs from flooding

[/quote]

ohh salsa ..kia ho gya hay Saylaaaaaaaaaaab aya hay koi gutter nahi overflow hoa jo jamdar safaye ker lain gay .. kuch or soochain !

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

okayy phir eek tarzan naay panee maay chelaang lagee oor gs kaay gupiess koo bachanee lagaa

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

woh Tarzan kon tha?

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

tarzan jungle maay rahtaa hai
gs maay shopping karnay aa yaa thaa

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

Gc community hay koi shopping maal nahi itna bewqoof tarzan kahan say pakr liya ...

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

kahaneee mai too koee bhe aa sak ta hai. tarzan becharay nai kiya galtee kei hai

kay wo nahi aa sak ta

Re: Aik dafa ka zikar hai…

^:smokin:

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

i think shaid pk apnay app ko Tarzan samjh ker action day rahay hain

chalo mujhay kia kisi ko bhi stroy main lay aain ...

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

^I am not Tarzan i am** Precious Khan**

Re: Aik dafa ka zikar hai…

precious khan karanchee walaaa :cb:

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

okay soo did tha tarzan saves lives or u want some thing change

Re: Aik dafa ka zikar hai.......

[QUOTE]
precious khan karanchee walaaa
[/QUOTE]

karanchee walaa @ lolzzzzzzzzz

[QUOTE]

okay soo did tha tarzan saves lives or u want some thing change

[/QUOTE]

sub ko mar do ..kahane khtum paisa hazam !