Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

BaiTha hua kaam kar raha tha to phone baja. sarsary nazar maari keh kaun sata raha hai… caller id samajh nahiN aai aik dum say. zara ghor say daikha to…

siTTi gum

dil ki dhaRkan … thi nahiN

saans uppar ki uppar or neechay ki neechay

paaoN taley… zameen nahiN

aaNkhoN kay saamney taarey!

ghanTi dobaara baji, apney aap ko jhaTka dia… kambakht nay phone rakh dia! :mad2: and then… socha keh shayed phone phir aaey lekin …

baiTha hua huN phone kay saamney do dinoN say. ab baja keh ab baja. aik dafa call to karey saali, jhapaT keh uThaauN ga… Sigh… :bummer:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

:cb:

pehley kyon nahi utha liya tha :hinna:

isilye kehtey hain itna nahi soochna chahiye

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

Billi k khuwab main cheecherey :snooty:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

mm :konfused:

explain please :hoonh:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

lolx..

ye miss calls dene waliaan jaan he nikaal dete hain :jj:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

call kisse aai thi? aur agar isse jante ho to aap kyu nai karlete call??:konfused:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

And some how i thought Jannu was a gal :smack:

i thot the same as well pehle…

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

sali?

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

aray yaar konsi story book se dekh ker type ker diya ???

:slight_smile: :halo:

yeah.. jab saala mujhay call karta hay, to meri bhi yahi haalat hoti hay jo jannu nay describe kari ...

my case is different cuz mera saala panch minute main call na uthaayen to nazil ho jata hay ghar pe

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

hahhaha lol . . .!!!

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

:cb:

kitna caring saala hai aapka :cb:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

:hmmm:

haan … keh saktay hain

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

jannu aisa kya kiya tha aapney jo wife ke call daikh ke pairon taley zameen nikal gaye :5:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

bohat afsos hua

afsos kis baat ka bhye?? :(

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

fashno afsoos kyon ?:5:

:rotfl:
jannu is a boy:eek:
yar kya hogaya hay yahan pata hi nai chalta kon larka kon larki:rotfl:

Re: Aik call aaey aur paaoN taley zameen ghayeb!

I know :hinna: