aik aag ka darya hai...

… aur doob ke jana hai.. :stuck_out_tongue:

PS-:wave:

Re: aik aag ka darya hai…

jo dhoob jaoo na :smack: roka kiss nay hay :mocking:
PS:- :wave:
:salam:
kesi ho aap kaka kuri :stuck_out_tongue:

Re: aik aag ka darya hai…

ab doob bhee chuku yaar.. kub se sun rahi hoon ye :smack:

Re: aik aag ka darya hai…

aag ka darya la doo.. mein doob jaaon gi.. :blush:

kab se dhoond rahi hoon aag ka darya… nahi mil raha.. ab mein kya keron? :bummer:

Re: aik aag ka darya hai…

walikum aslaam..

kaka kuri nahi hoon mein.. :snooty:

Re: aik aag ka darya hai…

Niduuuuuuuuu :smack2:

beta ja ker su jaou.. tumhien boht neend aa rahi hai :stuck_out_tongue:

Re: aik aag ka darya hai…

nahi nahi.. neend nahi aa rahi.. abhi uthi hoon… :stuck_out_tongue:

Re: aik aag ka darya hai…

yea aap ka masla hay hamara nahi
aag ka darya apa ko chiay to dhoond b aap khud :snooty:
phir esa karien sokhay pani kay darya mein doob jain aap :stuck_out_tongue:

Re: aik aag ka darya hai…

jiti rahien khsuh rahien

kaka kuri he hain aap :snooty:

Re: aik aag ka darya hai…

Dur fitay munh :smack:
yani kay aap din ko soti hain ayr raat ko jagti hain
kahi aap wo to nahi hain wo … :stuck_out_tongue:

Re: aik aag ka darya hai…

:eek: ye kon sa waQt tha neend poorii kerne ka? :o

Re: aik aag ka darya hai...

kia ho gaya hia larkee

Re: aik aag ka darya hai…

neend pori karnay ka koi waqat nahi hota especially larhkiyoon kay lyiay :smiley:
PS:- i gtg now neend a giee hay
see u latter take care
be happy be smile always
shaba khair
ALLAH HAFIZ

Re: aik aag ka darya hai…

^ jee nahi jee ye kis ne kaha :snooty:

ok.. tata.. takecare :wave:

Re: aik aag ka darya hai…

I`m gonna KILL for this OKAYY !!

itnay dino baad cafe mai aao , see the same old krap ! :stuck_out_tongue: ..

ps : kidding :halo:

Re: aik aag ka darya hai…

^^ :$.. mein ne bhi to itney dinon ke baad yeh kaha hai.. :blush:

aur cafe mein aa ke ehsaan kia hum pe? :hoonh:

:p…

Re: aik aag ka darya hai…

:hula:

Re: aik aag ka darya hai...

KSAK,

yeh aag ka darya hai paani ka ke hum nikalnay keliyeh peechay chalaan laga deingay. Abhi jeena hai life ko.....

Re: aik aag ka darya hai…

^ :wave:

Re: aik aag ka darya hai…

:rolleyes:

PS:- Salam kK
kesi hain aap