kuch tum say adhore bataiN haiN kuch karna hai iqraR muujhay
aik nazm zarorat ho jaisaY aik oot sada darkar mujhaY
kuch aur hawa’yeN lay jayen thujhay meraY dil kay sehra sa
mana he nahiN us waqt bhe maiN aur abb tak hai inkaaR mujhay
maiN door kise khahish sa pareY teRi ankh maiN hayraN baitha hooN
is janib hooN manzaR kay abhee aur jana hai us paaR mujhay
ik raaZ hooN maiN be hasti ka poocha to kabi batlaoon ga
aieY waqt kahani maiN too-nay ghar rakha ik kirdaR mujhaY
ye kis k giRd hai raQs meRa hasti k ebadat khanaY maiN
ye kaisa nuqta ha jis nay kaR rakha hai parkaR mujaY
written by:Mohsin Shakeel
[This message has been edited by NikamiJano (edited July 07, 2002).]
***
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www.gupistan.com/gallery/1/wf1.gif
Le ke Jaigaa Bahaao Waqt ka jaane kahaaN
Kab talak behnaa parhegaa Maujaa-e-Taqdeer meiN
(Poet=Tassneef)**
**Dekh leNge Fitna-e-mehshar ko bhee
Ab to Chaadar taan kar sote haiN ham!
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 07, 2002).]
Buhat Khoob. And Cool Pic.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
kuch tum say adhore bataiN haiN kuch karna hai iqraR muujhay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Originally posted by NikamiJano:
**
maiN door kise khahish sa pareY teRi ankh maiN hayraN baitha hooN
is janib hooN manzaR kay abhee aur jana hai us paaR mujhay
ye kis k giRd hai raQs meRa hasti k ebadat khanaY maiN
ye kaisa nuqta ha jis nay kaR rakha hai parkaR mujaY
written by:Mohsin Shakeel
).]**
bohat khoob jano ge
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
like always
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
very nice img+shair
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
tasneef g
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
Shukriaa+Shukriaa=Doubble Shukriaa chaand
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
SadiaN teRi sumait kaR jo lay gaya qateel
Ab teRay paas wo loat k paal na aiey Gha
and thanks
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks sham-e-libaas g
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks SB…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
tu capo daier kahay ko..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks chandoo g na samjanay ka
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
O mere ALLAH ..Yallah Kher…Teen din ki gHair Haazri 4 postings yakkey-bad-deegre karke aab to sailaaab aaiga hi naa posting ka aapki Flooding ki wajah se
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
(J/K)
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
Originally posted by Tassneef:
**O mere ALLAH ..Yallah Kher…Teen din ki gHair Haazri 4 postings yakkey-bad-deegre karke aab to sailaaab aaiga hi naa posting ka aapki Flooding ki wajah se
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
(J/K)
**
ap dehan se apni boat sath he rakhana k dobnay se bach sako
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
haha kHarchaa hi karwaiyegaa meraa
MaiN aik damm phakarh aadmi ..Jooti kHareedne ke lyie cHanda jamma karne ka ishtehaar dene aaiya thaa GS per to Kashti kahaaN se kHareedoN..Chandaa Baraai Kashti ki Mohim bhi chaalani parhegi lagta hai keh yahaaN Flood ka kHatraa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
Originally posted by Tassneef:
** haha kHarchaa hi karwaiyegaa meraa
MaiN aik damm phakarh aadmi ..Jooti kHareedne ke lyie cHanda jamma karne ka ishtehaar dene aaiya thaa GS per to Kashti kahaaN se kHareedoN..Chandaa Baraai Kashti ki Mohim bhi chaalani parhegi lagta hai keh yahaaN Flood ka kHatraa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**
ab asi be koi baat nahhi paaR lagna ho tu kagaz ki kashti per be lag jao na paar hona ho tu TITANIC be doob jaiey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Azam_1
July 12, 2002, 2:14pm
18
Originally posted by NikamiJano:
**maiN door kise khahish sa pareY teRi ankh maiN hayraN baitha hooN
is janib hooN manzaR kay abhee aur jana hai us paaR mujhay
ik raaZ hooN maiN be hasti ka poocha to kabi batlaoon ga
aieY waqt kahani maiN too-nay ghar rakha ik kirdaR mujhaY
**
**
masha Allah tumhari choice to achi hoti jaa rahi he nikami
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
keep it up
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**
I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.
Originally posted by Azam#1:
**
Originally posted by NikamiJano:
**maiN door kise khahish sa pareY teRi ankh maiN hayraN baitha hooN
is janib hooN manzaR kay abhee aur jana hai us paaR mujhay
ik raaZ hooN maiN be hasti ka poocha to kabi batlaoon ga
aieY waqt kahani maiN too-nay ghar rakha ik kirdaR mujhaY
**
**
masha Allah tumhari choice to achi hoti jaa rahi he nikami
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
keep it up
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**
**
a gaya app welcome back..kher nikami ki choice tu azal se achi hia ab aisi be koi bata nahi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
(wesay thinking k najany konci baat kab ap k DIL ko lagi jo gayaeb ho gaye..so is leay ab me chup…)
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Nikaami ** AAP KI na kay tumhaari ,)** choice tu shuroon say aachi hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif