juMurA
1
Dukh Naushasta hay tu Andhey ku likha ! AhHista
AY Khuda abb kay challay zard hawa ! AhHista
Khawab jal jaiaN, merey chasham-e-tamaNa bujh jayee
Bas Hathaleey sae urray rang-e-hina ! AhHista
Zakham heey kholnay ayee hay,Tou ujlat kaisey
Chouu meray jisam ko,aay bad-e-sabha AhHista
Totanay aur bekharnay ka koie Mausam ho
Phol key aik Duawa-- Mauj-e-Hawa ! AhHista
JanNateY hoon keh bicharNa terey majborey hay
Paar merey Jaan ! millay mujh ko saza AhHista
Merey ChaHat mae bhi Souch ka rang anNay laga
Aur tera pyar bhi ShiDdat mae huwa ! AhHista
Nind par jaal parnay laggay AwazooN kay
Aur Pher hunaY lagey terey sada ! AhHista
RAAt jab phooL kay RukhsaR par dehRay sae jhukey
Chand nay jhuk kar kaha, Aur zara AhHaista
P
bery bery guuud JuMuRa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
juMurA
4
Sham-e-faraq. zakhmi umar.thanks
a good piece by parveen shakir
*** kABhI KAy DiN lAmBaY / KaBHi KeY RaAtiAN *
Oscar Wilde**
very nice jhumroo…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
mairay dill mairay mussafir