Agr kabhi kitab likho
Chahaton ka naam likhna
Rafaqaton k naam likhna
Tumhari mujhse dosti ki
Wo pehli pehli baat likhna
Payam likhna dosti k
Qabuliyat k mukam likhna
Wo hijr raaton ki baat likhna
Wo wasal din ki mulaqat likhna
Ikhtatam e kitab aye tu
Soch lena yaad karna or
Apna mera naam likhna
wow very cute sharing alimani…soo nice:bb:
Re: Agr kabhi kitab likho
kon c ketab :ASA: