Aghaaz yun huwa thaa...

[INDENT]Aghaaz yun huwa thaa
** Us ne ghulab bhaija**
** Mein ne kitaab kholi**
** Aur**
** Us mein rakh diya woh**
** Sab se ussay chupaya**
** Anjaam yeh huwa hai**
** Kuch khushk patteyaan **
** Thori si hai mehak bhi**
** Bas aur kuch nahe hai …**


By courtesy of Arif :slight_smile:
[/INDENT]

Re: Aghaaz yun huwa thaa...

AmoomaN yahi anjaam huta hay...

Re: Aghaaz yun huwa thaa...

ya u rite fara
btw nice lines amal
kiski hain?

har ek shab meri taza azaab me guzri
tmharay baad tmharay he khwab me guzri
me ek phool , wo mujh ko rakh k bhool gaya
tamaam umer ussski kitaab me guzri

Re: Aghaaz yun huwa thaa...

:)

Re: Aghaaz yun huwa thaa...

Lovely!

Re: Aghaaz yun huwa thaa…

Nice sharing Amal and deadsoul :k:

Re: Aghaaz yun huwa thaa…

nice :k:

Re: Aghaaz yun huwa thaa...

Nyc

Re: Aghaaz yun huwa thaa…

:wub: