Na jaa nee agg hamai kia howa hai , Agg kia baaaaaaat hai ,
Is Group mai agg , har borha hamai apna baap ,har burhyaa apnee mah ,har nojwvaan apna bhai or har nojwvaan kuri apne behen dekhieee Daitee hai ,Haaqeeqat be to yehee hai naaa, ya allah ,hamara un ka khabii sammmana na hoon ,Sub Jeetai rahai or kush rahai . ![]()
Re: agg kia baaaaaaat hai
AHA
Re: agg kia baaaaaaat hai
samna na hi ho to acha hi meree bhi yehi dua hi
aur dusra baat k kabhii mil b naa saakein to aacha hi
jore bante hein aasmano per
jabhi
haan ap ne thek kaha ap ke yahaan sab maahbaap aur behanbhai hein
muskurate raho dear
Re: agg kia baaaaaaat hai
achaa
Re: agg kia baaaaaaat hai
Hi aap IkLarki kiyoo hai dooLarki kiyo nahi :halo:
Re: agg kia baaaaaaat hai
samnay anay ya milnay say dartay q ho?.... haqeeqat yehi hai kay jhootay log sachai say dartay hain ,,, agar sab ko maan baap bhai behan samjhtay ho to pher yeh khuwahish kion kay kay kabhi samna na ho .... bey maqsad baat karnay say behtar hai khamoshi ikhteyar ki jaey... meri taraf say 2 minute ki khamoshi " sirf aap kay liye "
Re: agg kia baaaaaaat hai
beta mera pehlee aik dafa phir par lai ,or samaj lai theeek hai ,:)
Phir bad mai tafseeeeeeeeeeeeeeel paish ker daina ,u didnt understand, unka (means somthing else ) duffer kush khud be samaj liya karo:)