**Kash aaj aissa bhi hota, main teri tu mera hota
Jitni kareeb thi main tere Kash tu bhi utna hi kareeb hota
Tu mujhe iss doobti kashti pai chor kar Kash kissi or ka na hota
Tu to saaf hi keh gaya jate jate Kash main tere naseeb main hota
ye sun kar main bhi Dabaa kar keh gayi Kash ye naseeb mera hota
Ek humdard ne pouch hi lia akhir iss kash ka matlab
Maine muskura kar keh dia, Kash mere pas iss kash ka jawab hota. . . !!!**