yehi cheez tu hamin goron se mumaiz kerti hai:D
**Baat young nazar any ya young samjhny ki nahi hai. Kiya kabhi goron ki kisi mehfil main baithy or kisi ko ye aytraz kerty suna ke umar itni hy or batin dykhu:hoonh: Umar tu dykhu uncle ki
or
gory herkatin. Jitna budha utna shagufta mizaj.Jitni budhi os ko this young lady keh ker bat kerin gy:D kehny se woh jwan hu nahi jati magar ye umar ko aysy masla nahi banaty jaise ham desi.
aik bar Mustansar ky kisi safar namy main perha tha ky woh kisi American se mila to 40 se oper tha or baat baat per qahqahy laga raha tha. Os ne kaha Americans or Pakistanion main yehi fraq hai ky Pakistani 30 ky baad sanjeeda mu banana shuru ker daity hain hansi haram hy 40 ky baad tu magar Americi jitna budha utna hans mukh.
Libas bhi yahan koi bhi kysa bhi pehny wow what a pretty dress achy nahi bhi lag rahy aap poch lain dill rakh lain gy . Agar waqai achy lag rahy hu tu baghyr kahy rahain gy nahi ky you or your dress is pretty:wink:
Aik ham Allah ye kiy apehna hy budhi ghori lal lagam. Abby therki na hu tu kahin ka:hehe:
**
![]()
![]()