bohot hi muddat k baad kal jab
kitaab-e-maazi ko mein ne khola
bohot say chehray nazar mein utray
bohot se naamon pay dil paseeja
ek aesa safha bhi us mein aaya
likha hua tha jo aansu’on se
k jiska unwaan HAMSAFAR tha
ye safha sab se hi moat’bar tha
kuch aur aansu phir us pay tapkay
phir us se aagay mein parh na paaya
kitaab-e-maazi ko band kar k usi ki yaadon mein kho gia mein
agar wo milta to kaisa hota, inhi khayaalon mein so gia mein
:( bohat hi sad
ek aesa safha bhi us mein aaya
likha hua tha jo aansu'on se
k jiska unwaan HAMSAFAR tha
ye safha sab se hi moat'bar tha
kuch aur aansu phir us pay tapkay
phir us se aagay mein parh na paaya
kitaab-e-maazi ko band kar k usi ki yaadon mein kho gia mein
agar wo milta to kaisa hota, inhi khayaalon mein so gia mein