Re: Agar tum nay bhula daala
Uncle mujhe koi parvah nahi.. I know cooking ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
Food poisoning kay liye hospital bhi kareeb hai kiya. ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
Cooking ki baat ho rahi hai:hmmm:
I need a chef ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
aap tu jitni lazy hoo, khanaa khanay ky lai be aik servant rahk loo ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
Main basi khana nahin khata.
Re: Agar tum nay bhula daala
agar tum nay bhula :hinna:
Re: Agar tum nay bhula daala
Yeh karishma aap kay pakaye howe fresh khanay say ho jaye ga. ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
main ne 5 saal cooking ki hai and even my boss liked it. ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
Konsay dhabbay per cooking kertay thay. ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
![]()
5 yrs:hayaa: itna tou mainey bhi cooking nahi keeee
Re: Agar tum nay bhula daala
Apne ghar main sirf apne liye.. Bachelor’s life ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
aur jis susti ka muzahira aap kar rahi hai.. aap ye 5 salaa record nahin tod paengi ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
aisa record aapko he mubarak hai ![]()
main tou Chef hire karongi with 10 yrs experience:aisha:
Re: Agar tum nay bhula daala
aur khud kia karengi?
Re: Agar tum nay bhula daala
Chef ka banaya howa khana khayein gee. ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
zaahir se baat hai…khaongi ![]()
Re: Agar tum nay bhula daala
aapko bhi send ker dongi ![]()