abhi jo laut kar phir tum hamaray dar pay aa’ay ho ye tum say ke’h dya kis nay k tum bin reh nahi saktay ye dukh hum se’h nahi saktay Kaha tum say ye kis nay hai k tum bin hum buhat ro’aay haiN raaton ko na soyay hain sun lo goo’ar say janaa agar beetay huway lamhon ko tum nay wapis lana hai hama’ri zindagi main phir hamhaiN wapis bulana hai mujhay afsoos hai janaa k tum mayoos lauto gi agar tum jan’na chaho K aisa kyun kia hum nay ye dukh kyun se’h lia hum nay tu sun lo goa’r say janaa puranay ehd-e-raftaa ki riwayat torr di hum nay
hamaray dar pay aa'ay hoye tum say ke'h dya kis nayk tum bin reh nahi saktayye dukh hum se'h nahi saktayKaha tum say ye kis nay haik tum bin hum buhat ro'aay haiNraaton ko na soyay hainsun lo goo'ar say janaaagar beetay huway lamhon kotum nay wapis lana haihama'ri zindagi main phirhamhaiN wapis bulana haimujhay afsoos hai janaak tum mayoos lauto giagar tum jan’na chahoK aisa kyun kia hum nayye dukh kyun se'h lia hum naytu sun lo goa'r say janaapuranay ehd-e-raftaa kiriwayat torr di hum nay
MOHABBAT CHOR DI HUM NAY<!-- / message --><!-- sig -->