Agar tum BAA'WAFA hotay

**

Agar tum BAA’WAFA hotay,

Tou ham ney zindagi ka khawb takna tha,

Muqadar sey zara takraar karni thi,

Zamanay ko kahaan khaatir mein laana tha?

Tumharay dil mein rahna tha,

Tumhein apna banana tha,

Chalo yeh farz kartay hein,

Agar tum baa’wafa hotay…!!!**

Re: Agar tum BAA'WAFA hotay

Tum bhi majabuur ho, hum bhi majabuur hain ...
be-wafaa kaun hai, baa-wafa kaun hai.

Re: Agar tum BAA’WAFA hotay

Nice :cobra:

Re: Agar tum BAA’WAFA hotay

:nono1: kumseykum sat and sun ko yahan dhuwan na uraain:emmy:

Re: Agar tum BAA'WAFA hotay

boht he khoob.....

Re: Agar tum BAA’WAFA hotay

ye tou aapki Aala zauqi hai:hat:

Re: Agar tum BAA’WAFA hotay

:k: