Allah ka banda ya bandi Faiz ke “Meray bhi heiN kuch armaaN” Zia Mohiuddin sahib ke awaz meiN yahaN par post kar day to hum umer bhar kay liyay unn kay mashkoor-o-mamnoon hooN gay.
Bulkay meiN aaj Aftaari kay baad jaayay namaz par baith kar “Allah aap ko hazaaroN bachay day” wali dua bhi dooN ga.