agar koi talash karon mil hi jaye ga
magar kon tumhari tara mujhko chahey ga
tumhain zaoor koi chahaton se dekhey ga
magar wo aankhain hamari kahan se laye ga
na janay kab terey dil pay naye dastak se hoo
makan khali hoa hai toe koi aye ga
main apni hi rahon main deewar ban k bethi hon
agar wo aya toe kis raha se aye ga
tumharey saath ye mausam farishton jaisa
tumharey baad ye mausam bht sataye ga