agar ek baar hota

kahoon kis se maiN ke kya hai, shab-e-gham buree bala hai
mujhe kya bura tha marna … agar ek baar hota

Re: agar ek baar hota

ye khalish kahan se hoti, jo jigar ke paar hota :attia:

Re: agar ek baar hota

Ghalib key kia he baat hay jee :k:

Re: agar ek baar hota

Ghalib ke khutoot padhen kabhi?

Re: agar ek baar hota

Student life main parhay thay aur iss andaaz main kissi ko likha to jawab mila yah kia chawalain mari hain :bummer:

Re: agar ek baar hota

wo kia shair tha… mard e bakar kalam e naram ghair mo’assar

Re: agar ek baar hota

mujhay to Mard e Nadan per Kilam e Narm o Nazuk Bay Asar walla sher achi tarah aata hay

Re: agar ek baar hota

ratta lagaya hoga :barbie:

Re: agar ek baar hota

Rattay key liye bari mahnat key zaroorat hoti hay, main kahan say mahanti :smiley:

Re: agar ek baar hota

doosre alfaaz main aap apne hafizay ki tareef kar rahe hain?

Re: agar ek baar hota

naheen jee, tareef uss khuda kay jiss nay jahan banaya