AOA All …
Kuch din pehley, Facebook pr aisa hi aik topic dekha, aur meray Zehan mein aisa bohat kuch aney laga k mein khud bhi hans hans kar pagal ho gaya.
To agar “Dil” ko “Anda” (Egg) kaha jata, tu Films, Poetry aur Songs kuch aisy hotey:
Movie names: Andy Waley, Dulhania le jaen gy
Hum Andy de chukey sanam
Yeh Anda, aap ka howa
Songs:
Mera Anda bhi kitna pagal hey, yeh pyar tumhi se karta hy.
Ay Andy, kisi ki yaad mein, hota hey be qara kiyon
Poetry: Anda-e-Nadan, tujhey howa kia hy. Aakhir iss dard ki dawa kia hy
And I know, you people have more general knowledge of movies and songs, so keeping Anda in place of Dil, you have to mention the songs and movies.
So tell us, what your Anda think about it… :jiia::is:
Re: Agar “Dil” ko “Anda” kaha jata, tu Poetry, Songs aur Films k naam kaisay hotey?
1 - Hum ne tum ko **Anda **de diya… yeh bhi na poocha kaun ho tum… Yeh faisla jo **Anday **ne kiya… Yeh bhi na socha kaun ho tum
2 - **Anda **ta **Anda **hai… Oooo… **Anday **da ki aye… Aienu ched ched ke.. Hayee. milda ki aye… **Anda **te pagal hai… do ghariyan ro ke chup ka jao
3- Dus bahanay kar ke lay gyi Anda… le gyi Anda.. Dus bahanay kar le gyi *Anda (you stole my Anda *girl)
**
4 - Hai dola re dola re dola re dola… Haye dola **Anda **dola mann dola re dola
5 - Mera yaar mila de mujh ko… don lakh duaein tujh ko… Ishq samandar Anday de andar, Ishaq samandar…
6 - Ye mera **Adna **yaar ka deewana… deewana deewana… pyar ka parwana
8 - Yeh Anda… deewana… deewana hai yeh Anda… meine uss ke shaher ko chora.. uss ki gali mein **Anda **ko tora… phr bhi seenay mein dharakta hai yeh Anda… Mein **Anda **se usse nikala… jo na karna tha kar dala… phr bhi yad ussi ko karta hai yeh **Anda
Re: Agar “Dil” ko “Anda” kaha jata, tu Poetry, Songs aur Films k naam kaisay hotey?
Anda anda anda aoo dikhaun tumhein andey ka fanda ye nahi payare koi mamoli anda is mae chupa hai jeewan ka falsafa han is mae chupa hai jeewan ka falsafa ye ksi kisammka gana hai ye anda ager na huta tu mrghiyaan na huti ye murghiyun ke bin mzey ki partiyaan na huti ye partiyaan na huty tu ashiqi n huty HAW HAYEEEE anddey ko kuch zyda hi srrious le liya omg