Aaata hai kon kon tere gham ko baant’ney?
Ay Dil tu apni mout ki afwaah urraa k dekh.
Aaata hai kon kon tere gham ko baant’ney?
Ay Dil tu apni mout ki afwaah urraa k dekh.
Re: Afwah…
aisi afwah nahi urani chahiye ![]()
Re: Afwah…
![]()
Re: Afwah…
itna kya soch rahay hain ? ![]()
Re: Afwah…
Soch raha hon…Biryani hogi YA Salan Roti:cb:
Re: Afwah…
normally biryani hoti hai na ![]()
Re: Afwah...
normally biryani hoti hai na :D
Qorma with Naan bhi hota hy.............
Re: Afwah…
but my frnd used to say k mere janay k baad wo biryani khanay aainge ![]()
Re: Afwah…
very nice :k:
Re: Afwah...
normally biryani hoti hai na :D
Zardari thori mra hai jo biryani milay ge.....aik aam admi ka dil mara hai....chanay wala pulao hoga....jis mein channay bhi dhondh dhondh kar nikalnay parein gay........
Re: Afwah…
phir nahi ana mujhey ![]()
Re: Afwah…
TIGER bhaiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
hru ?? ![]()
WOWWWWWWWWWWWWWWWWWWW aap aaj jaldi uth gaye YAYYYYYYYYYYYYYYYYYYYYYYYYY :shoaby:
![]()
Re: Afwah…
tiger aapke uthnay ka sub wait kertey hain ![]()
Re: Afwah…
sub ko apny pait ki pari hai… moty log
Re: Afwah…
food is zaroori for survival ![]()
Re: Afwah…
Aur sub dua karty hain “ay Allah Tiger ko utha”
Re: Afwah…
Healthy aur normal food.
Re: Afwah…
neend se uthaaa ![]()
biryani is both healthy and normal ![]()
Re: Afwah…
![]()
Re: Afwah...
Lol chalo tum sub k ley ye waseyat chor daity hain