woh apnay ghar chala gaya afsos mat karo
itna hi uska saath tha afsos mat karo
insaan apnay aap sey majboor hai bohat
koi nahi hai baywafa afsos mat karo
duniya main aur chahnay walay bhi hain bohat
jo hona tha woh hogaya afsos mat karo
baykaar jee par bojh kar rahay ho tum
dil hai tumhara phool sa afsos mar karo
Re: Afsos mat karo
bouhat khoob… :k:
Re: Afsos mat karo
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
woh apnay ghar chala gaya afsos mat karo
itna hi uska saath tha afsos mat karo
insaan apnay aap sey majboor hai bohat
koi nahi hai baywafa afsos mat karo
duniya main aur chahnay walay bhi hain bohat
jo hona tha woh hogaya afsos mat karo
baykaar jee par bojh kar rahay ho tum
dil hai tumhara phool sa afsos mar karo
[/QUOTE]
theak hai aaj se afsoos karna khatam :)
Nice one Dania ![]()
good one Dania :k:
Re: Afsos mat karo
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
woh apnay ghar chala gaya afsos mat karo
itna hi uska saath tha afsos mat karo
insaan apnay aap sey majboor hai bohat
koi nahi hai baywafa afsos mat karo
duniya main aur chahnay walay bhi hain bohat
jo hona tha woh hogaya afsos mat karo
baykaar jee par bojh kar rahay ho tum
dil hai tumhara phool sa afsos mar karo
[/QUOTE]
nice 1....:)