Afghanistan ka eik wazir pakistan k doray pay aaya, Pakistan k wazir nay us say poocha k aap kis mohakmay k wazir hain? Afghan wazir nay kaha k main Railways ka wazir hoon to Pakistani nay kaha k yeh kaisay ho sakta hai, Afghanistan main to Railway ka nizam he nahi hai.
Afghan wazir nay farmaya, to kia hua, aap k yahan bhi to wazir-r-Qanoon hain