Aey Kaash

**Aey kaash! Hamein tum ne dhoka na dia hota
Logon ko sunaney ka moqa na dia hota

Hum bhi shumar hote, waliyon, qalandron mein
Shetan ne agr hum ko behka na dia hota!**