nakhan
1
**
Tum Maseeha ho to phir aao mujhay acha kar do,
Sehra ki rait hon mujhay darya kardo…!
Na koi gham na khushi, koi ta’aluq na Malal
Jesay tum khudh ho meri jaan mujhay aysa kar do…!
Meray kanon main faqat tumhari he awaz aey
Or logon kay liye mujhay behra kar do…!
Sonay jesi tumhari rangat nay mujhay rang diya
Meray kuch khawab hain unko bhi Sunehra kar do…!**
2 Likes
SJ
2
Re: ~* Aesa Kardo *~
Na koi gham na khushi, koi ta’aluq na Malal
Jesay tum khudh ho meri jaan mujhay aysa kar do…!
Awesome Ghazal :k:
bohat umdaa kalaam!!!
Sannan
3
Re: ~* Aesa Kardo *~
**MashaAllah MashaAllah mutalibaat barhtay he chalay gay hain akhri she'r tuk :)
anyway nice sharing **
nakhan
5
Re: ~* Aesa Kardo *~
Pasand karnay ka bohat shukriya SJ
nakhan
6
Re: ~* Aesa Kardo *~
**MashaAllah MashaAllah mutalibaat barhtay he chalay gay hain akhri she'r tuk :)
anyway nice sharing **
Ye mutalibaat to zindagi ki ronaqaon main say hain meray dost...
apko pasand aey yehi kafi hay...
[QUOTE]
Nice Poem!!
[/QUOTE]
Thanks POH
Re: ~* Aesa Kardo *~
Ye mutalibaat to zindagi ki ronaqaon main say hain meray dost...
apko pasand aey yehi kafi hay...
Thanks POH
Its a pleasure to read such a wonderful poem:@:
nakhan
8
Re: ~* Aesa Kardo *~
^ thanks Once again... at ur service mam
nakhan
10
Re: ~* Aesa Kardo *~
:Princeali:
Phir na kijiye hamari gustakh nigahi ka gila...
nakhan
12
Re: ~* Aesa Kardo *~
^ ye be-imaani hay:snooty:
Re: ~* Aesa Kardo *~
Mein princess Hon Nadaan!!!
Sannan
14
Re: ~* Aesa Kardo *~
Nadaan = Bay Waqoof :CareBear: .......... MashaAllah a universal Truth
Re: ~* Aesa Kardo *~
Ho Na Naadaan…
ki Na nadaanon wali harkat:hehe:
Sannan
16
Re: ~* Aesa Kardo *~
bus G .... Allah He Hafiz Hay Aap Ka ......
Re: ~* Aesa Kardo *~
bus G .... Allah He Hafiz Aap Ka
Hum aqlamund log hain.......han app jaison ka Allah he hafiz:D