Aesa ho sakta hai na?!?!

Aesa ho sakta hai na?!?
Keh mein nay jan liya ho
Tujhey teri zaat ki gehrai tak
Teray mehl se lay ker teri tanhai tak?!?!
Aesa ho sakta hai na?!?!
Keh mein nay buht qarb saha ho
Teray sitam se lay kerteri maseeha’ee tak
aur aesa bhi tou ho sakta hai na?!?!
keh tujhey koi dukh na ho
meray milnay se lay ker meri judai tak
Haan yaqeen karo aesa ho sakta ha shayed!!
keh umar bhar kay liey kaafi ho
yeh dukh keh mein nay safar kiya
apni zaat se lay ker
teri zaat ki rasai takk

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

bilkul ho sakta hai…

:k:

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

ho sakta hai aap James Bond ki multi hon :cb:

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

Moqa tou diya nahin kabhi

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

Muqawwee?

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

Nahin ..he is my Muwaqee

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

*lol... phir to muwaqy na milna ka gila na karyn na... *

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

:emmy: Muhammad-Qawwee (Muqawwee)

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

:omg:

NO matter what you say Muhammed Waqee …You are Muwaqee

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

No harsh feelings… mujhay aapka real name nahi tha pata nor could guess from the nick

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

But this is just a nick.. my real name is different

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

Nice.

Re: Aesa ho sakta hai na?!?!

you just said "Muhammad-Qawwee"