Aelaaan zarooori hai.....

Re: Aelaaan zarooori hai.....

pareshaan na ho bittia, ham tou dua-e-karam day rahay thay apnay sohnay yaar ki nazr-aftaab dour karnay kay liye;)

arrray SAJAL abb ham boorhay insaan ko yahan bhi sakooon say na laynay deyna....:( pehlay dad darbar say bahir pehnkwa diya aur aab iss faqeer ko GS kay saye say.....jaou nahee bolta kutti meri tum say!