Shukriya bittia, aaap ka welcome meri boorhi aankhou sar par hai...hay yeh nazr na hi hathay aur ham aisey hi marr jayein aap ko deykhtay deykhtay......
pareshaan na ho bittia, ham tou dua-e-karam day rahay thay apnay sohnay yaar ki nazr-aftaab dour karnay kay liye;)
arrray SAJAL abb ham boorhay insaan ko yahan bhi sakooon say na laynay deyna....:( pehlay dad darbar say bahir pehnkwa diya aur aab iss faqeer ko GS kay saye say.....jaou nahee bolta kutti meri tum say!
Bittia aisi batein sab say saamnay nahee kartay, ajaou shabassssh meray hujray may aajaou, maza aye ga;)
ahhumm,.,...ImranQ aisa tou hotta hai baycharay ham mardoun kay saath......shadi hold ki houtti hai:( yeh lou taaveez rakhou aur sohna Rabb nay chaha tou teri kaheen tou shadi ho hi jaye gi.....
Sandli sohneyou, tussan sadday naal aihou jiya galan na karou, sadday burhapay da khayal karou, saddi ex-gf nay idher chapa mara tou baithey baithrey duniya say jaham-e-rukhsat ho jayein gein:(
tussan sadday naal aou.....;)
yeh baba faqeer Allah ay qareeb logoun may sey hain, toubah toubah kabhi moun na khulwaye.....barri maar pitti thee pichli martaba.....hayee abhi takk dardoun dardoun hain saray paasay...:(
assan thourri deyr tak aanday ....chandah jammah jarnay jana hai:D