Ae Rooh e Quaid aaj ke din...

Re: Ae Rooh e Quaid aaj ke din...

AWAM ki mohabat to umadti rehti hy

Re: Ae Rooh e Quaid aaj ke din...

sub batein hain, haqeeqat hamray samanay hai. Quaid hum tum say sarminda hain. Tum nay hamein Paksitan diya hum nay uss ka bera gharq kiya.

Re: Ae Rooh e Quaid aaj ke din...

asli sach yehi hai,laikin manta koe nahin