Ae Kash Marz-e-ishq Ki Duwa Koi Hoti

**Ae kash marz-e-ishq ki duwa koi hoti
Teri rooh ki bechaini ajj fana hoi hoti

Tabeeb to bus janty hain elaaj-e-badan
Sansoon main ghutan teri soch hai roti

Tujhy maloom parwana ek rahta yahan pe
Ilfaaz tujhy khainchain jiski batain ho moti

Wo jo dhokon ki nagri main sacha sipahi
Musafir andheron ka jis ki subh nahi hoti

Chahta jo tujh ko banana apna humdum
Ilaaj-e-ishq tera wohi tu ban ja ek khoji**

  • StrangeWorld