~*~*~*~*~ Advanced Congrats to IS ~*~*~*~*~

IS Bhai is getting married on 11-11-11 so
please give him congratulation by dedicating some songs, quote or etc :sunnyboy:

**IS bhai horse par sawai key practice kartay hoye ** :omg:

waisay jitnay khush IS bhai hain woh yah harkat zaroor karain giay :cobra:

**Leekan IS bhai jitna GS par rottay hain unn kay sath bhi yah nah ho jay **:omg:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

mubarak ho bhai jee :@:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

mein itni jaldi congratulations nahi day raha. Abhi to bohat din hein aor kia pata IS ko aqal aa jai aor woh apna irada badal lain :)

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

unn key aqal par pardah par chuka hay :sunnyboy:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

kia pata last moment par parda hatt jai, i am still optimistic :)

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

yah parda phat sakta hay :bailan: but hat naheen sakta :cobra:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

kuch na kuch to ab ho ga hi, bus daikhtay jain :D

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

Sannan k bachay :smilestar:
Copy cat…I wrote about his wedding and you opened this thread without giving any credits :naraz:
I clicked on “new topic” and went for lunch :aj:

PS. Congrats IS bhai :shoaby:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

:shoaby: :shireen:
Sannan ka bacha :eek: :hayaa: kahan hay :smiley:
waisay i got this idea from choose a profession walla thread :omg: Tum wedding kay baad walli halat par thread open kar laina :cobra:

PS : mujhay kaafi din ho gaiy thay thread open kiye hoye iss liye socha yah kaam kar he doon, ppl ko bara intizaaar hoga mairay thread ka :fatee:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

:femme:
intezaaaaaaaaaaaaaaaaaar
aur
woh
bhe
tmharaaaaaaaaaaa
:hayaa:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

tou aur kia ghareeboon key urdu medium thread ka kissi ko intizaar naheen ho sakta kia :teary2:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

KKF bhai tou aap k Urdu threads dekhtay he 9-2-11 ho jatay hain :cb:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

Thanks All
Duaon main yaad rakhiye ga :@:

@Sannan 11-11-11 ko mehndi hay :-P

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

paen barri barri mubarak ho…naagan dance kerte huay dulha bohat cute lag rha hai :cb: or jo dulha ro rha hai wo rukhsati ki wajah se nahi balke anay walay waqt pe bain daal rha hai :cb:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

11-11-11, too many singles :D

waisay mujhay b 11 ko eik mehndi par jana hay, kahi woh aap hi ki to nahi ?

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

bhai tumharay hain to tumhain he pata ho ga mujhay kia pata :sunnyboy:

Mehndi walla song bhi post kiye daita hoon :smiley: aap sabar to karain :hehe:

Golden words :omg: :rotfl:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

Shazia aapa do you know Sannan pay ye waqt 4 k 4 dfa aa chuka hai :D

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

:bizz:
Dafa say yaad aaya tum nay ghar kub jana hay :omg: :rotfl:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

kis k ghar? :blush:

Re: ~~~~~ Advanced Congrats to IS ~~~~~

chanda 4 tu bas hamain bataya hai werna jitne neel parre hote hain mujhe tu 4 se wadh kaam lagta hai :cb: