**chalo tum saath mat daina
mujhe beyshak bhula daina
naye sapnay saja laina
naye rishtay bana laina
bhoola daina sab hi vaday
sabhi qasmain
sabhi naatay
tumhein jana ijazat hai
jo dil chahay woh sab karna
magar ab tum kisi se bhi
adhora pyar mat karna …***
*