Adhooray Khuwaab

ADHOORAY KHUWAAB

Aik wahma tha dil main
Shayad kabhi milo tum
kuch dair ruk ker poocho
beetay dinoon ka moosam
aawaz main ho larzish
aankhoon main ho tajassus
Mazay ka koi lamha
shayad atak gaya ho
sab bhool ker bhi shayad
kuch yaad agaya ho
phir main tumhain bataoon
apni khushi ki baatain
har dukh ko chupa ker dil main
aasoodgi ki baatain
wo chand chudhween ka
taroon bhari wo aankhain
dilkash haseen shamain
maasoom wardatain
wo piyaar ka tasawwor
wo bandagi ki batain
Wo rooz rooz marna
Aur zindagi ki baatain
Tum dukh say muskurao
Dheeray say muskurao
Dheeray say paas aao
Sar ko jhuka kay apnay
Chup chaap loot jao
Phir main bhi muskuraon
Maan kay diyay jalaon
Duhraon apnay dil main
Taa’luq say haqeeqat
Aik khuwab zindagi ka
Haan umer bhar jo daikha
Kabhi ho saka na pora
Younhi rah gaya adhoora
Aik khuwab-e-zindagi tha

jab hum se miloo gay tu humhay paoo gay mukhlis

her channd key iklass ka dawaa nahi kertey..

SAMEER AHMED

:k:

thanks cuteepie jee :)

bahut khoob :)

muje patta tha aap ko achi lage gi yeh poem kion ke muj main aise khoobian hai na ;) thanks jee :D

:nahnah:

nice choice :)

very nice :k:

:-)

thanks all 4 reply :)

:k:

Good Poem ..From Judaiaan

http://groups.msn.com/Judeans/general.msnw?action=get_message&mview=1&ID_Message=1025

Nice Dear

:flower1:

:slight_smile:

dear uffffffffffff :frowning: aaj se baad kabhi dear na kehna !

thanks jee :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *

dear uffffffffffff :( aaj se baad kabhi dear na kehna !
[/QUOTE]

I am sorry for saying you Dear ..How about Bhabi Ji....Sounds good.

Anyway, I am really sorry for that....Kiya karoon its my 'Takia Kalaam' like Senorita, Senor aur senora aur dear kehna. Plz accept my appology.. and keep it up.

[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *

I am sorry for saying you Dear ..How about Bhabi Ji....Sounds good.

Anyway, I am really sorry for that....Kiya karoon its my 'Takia Kalaam' like Senorita, Senor aur senora aur dear kehna. Plz accept my appology.. and keep it up.
[/QUOTE]

Its ok jee :)

bohut hi khoob…:k: