Adha Chand

hum milay thay jab maheenay ka adha chand tha,
Hum bicharay thay jab maheenay ka poora chand tha,
Ajj bhi Adha chand hai shahyad tum muj sa milo,
Ajj bhi Poora chand hai shahyad tum muj sa bicharoo,
Ab tu U hi chand poora or adha ho raha hai tere intezaar mai,
Ab Tu aa bhi ja kahi chand pora na ho jaye hamesha k liya,
Or tu muj sa bichar jaye hamesha k liya..

nice:k:

humm

nice

:k: