~Addat ~

ADDAT

Najany kab say

grade buray aatay hain

Mujhe phir bhi akallll…ll… kion nahin aati hai??

Najany kab say…

Door jitna ‘A’ hay mujh say… paas ‘F’ kay main..

Ab to aadat se hai mujh ko.. fail honay main…

teachers ko koi shikwa hi nahin hai..

Ab to zinda hoon main detention center main..

kitab aisi hai yeh meri.. chalti jaey…

theory aisi hain yeh isski.. mujh ko sataaaey…!

yaad karna itna mushkil hai kay dil doob jaey…

aur aankhoon main yeh sum num ban jaey

hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhhh…

ab to aadat si hai mujh ko fail hoanay main

hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhhh ahahahahahhhhhhhhhhhhh

sab formulay hain..!

sab theorian hain…!!

bhoola do unhain..!

jala do unhain…

ahahahahahhhhhhhhhhhhh ahahahahahhhhhhhhhhhhh ahahahahahhhhhhhhhhhhh

ahahahahahhhhhhhhhhhhh ahahahahahhhhhhhhhhhhh ahahahahahhhhhhhhhhhhh

ohohohohhhhhhhhhhhhhh …

aaa…aaa…aa…! ab to aadat si hai mujh ko…!!!

:k:

welcome to GS

Re: ~Addat ~

[QUOTE]
*Originally posted by fajju: *
ADDAT

Najany kab say.....

Door jitna 'A' hay mujh say... paas 'F' kay main..

aaa.....aaa....aa.....! ab to aadat si hai mujh ko....!!!!
[/QUOTE]

Kiyun kay aapka naam jo 'F' say shuru hota hay na.... jay/kay

Nice :biggthumb

haha nice .. :p ..

LOL @ LR uncle ..

helppppppp

hi every one
kia koi mujhe bata sakta hai k yahan attachment kaise hoti hai mujh kuch samajh nahi aa rahaaa

LOLZ

lol

:rotfl:

:hehe: good stuff!

Re: helppppppp

^ the same way you have done in the IMAGE forum :smiley:

Mera khayal hay kay ab to tumhain images post karna aa gaya hoga na…

Khush Rahooo, :wave:

:maulvidis