~~ AchchaA LagaA ~~

^
+++
!
+++++++

Baadloo’n Ka Qaflaa Aataa Huaa Achcha Lagaa
Pyaas Ki Dharatii Ko Har Saavan Barra Achcha Lagaa

**Us Bhari Mehfil Main Us Ka Chand Lamhoo’n Kay Li’ay
Mujh Say Milna Baat Karna Dekhna Achcha Lagaa
**
Jin Ka Sach Hona Kisi Surat Say Bhi Mumkin Na Thaa
Aisi Aisi Baatai’n Aksar Sochna Achcha lagaa

Woh Tou Kiya Aata Magar Khushfahamiyoo’n Kay Saath Saath
Saaree Saaree Raat Hum Ko Jaagnaa Achcha Lagaa

**Pahlay Pahlay Tou Nigaahoo’n Main Koi Jachta Na Thaa
Raftaa Raftaa Doosra Phir Teesraa Achcha Lagaa **


_____________________________

2 Likes

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

:smack:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

:)

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

tum q sir peeting :chai:

PK aap ka selection acha laga :k:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

Nice.

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

nice sharing pe^k :)

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

Abhi Ishq K Imtihaa’n Aur Bhi Hain :cb:

Thanx :~)

Jano Tumharee Wajah Say mujhay Apna Nick Badalna Parrayga :bummer:

Thanx Everyone For liking It love U All

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

legath he nikami g ko beh pata he ap boht kha pee ke ider ate:cb:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

Woh Nikammi Hay Ya Mayray Ghar ki MAASI :hoonh:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

wo mod heyn super power of amrica:barbie:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

Woh Tou Har Waqt MOOD Main Hoti hain :cb:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

ache mod moody hote heyn ap toh pee ke soe rehte:ASA:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

Aise ishq se tou Allah hi bachaye.. :naraz:

Re: ~~ AchchaA LagaA ~~

O’ay Had e Adab … Hum piitay Naheen Bas zara sa Piinay KA Shauq Rakhtay Hain :mudhosh:

Mujhay bad’dua tou na do :naraz: