acha bhela seedha shks...

ulta kyoon chelneye legta heye?

tejziya karein.

best,
Dushwari

Re: acha bhela seedha shks...

Dushwari jab use hosh aaa jaata hai to bajaye seedha chalnay ke ultaa chalta hai. us ke hisaab se us ko aqal aa jaati hai

Re: acha bhela seedha shks...

ume-zareefah.

best, :>
Dushwari

Re: acha bhela seedha shks...

samjh nahi aai aap kaya keh rahi ho

Re: acha bhela seedha shks...

meye khe rahee hoon, aap neye theekh kaha heye.
uss keye hisab seye, wohh ulta chelta bheneye, jeb iss ko hosh a jayeye. theekh heye.
mager, log jo pheleye seedheye chel raheye theye, ubb iss keye sath ulta nahi chalein geye?

Re: acha bhela seedha shks…

aap naraaz kayon ho rahi ho
jab log us ke saath ulta nahi chalein gay to hi woh seedhi rah per aaye gaa naa :faizy:

Re: acha bhela seedha shks…

:hayaa: woh ulta issleyey chalney lagta hai cause usey kisi ney bata diya hota hai..k..“you should experience everything in life”
:cb:

Re: acha bhela seedha shks…

bacha isi liye kehte hain her soraakh mein haath nahi maarte ksiis se sanke bi nikaltay hain
her tarah kaa experience kerna nahi chahiye

Re: acha bhela seedha shks…

:smack2: main apney baarey main naheen baat ker rahee theen…
main toh dushi jee key seedhey shaks k baarey main baat ker rahee theen…:cb: