Abi kuch dair pehlay

Re: Abi kuch dair pehlay

:hehe: :hehe: :hehe:
to khud bena laitay na bhai :slight_smile:

Re: Abi kuch dair pehlay

aaj kal mai nay khud banana chorh di hay :naraz:

Re: Abi kuch dair pehlay

Kio parosh walay chai ki pati udhar nahi detay :smiley:

Re: Abi kuch dair pehlay

nahi garmiyoo main mai chai nahi peeta hon :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

germeyaoon may app kia petay heen ......

Re: Abi kuch dair pehlay

theek say kaho koi chai ki pati udhar nahi deta :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

app chai ki pati kay kon heen

Re: Abi kuch dair pehlay

fikr na karo mainnay badal dia :yawn:

Re: Abi kuch dair pehlay

mai chai ki pati ka patta hoo :blush:

Re: Abi kuch dair pehlay

Kia bedal diya bhai :aq:

Re: Abi kuch dair pehlay

BBB kia badale diya duhki tu wasy ka wasy he hey jasay tha........

ap pata heen app ko kisis nay tor liya or ubelti hoi chai may dal diya tu app la pata ho jaien gey.......

Re: Abi kuch dair pehlay

mainnay fuse badal dia .. ab nai uray ga :rolleyes:

dukhi ko kya huwa.. us ka bhi badalna hay fuse kya ?

Re: Abi kuch dair pehlay

Agar tum kaho to mai bedal sakta hoo sirf tumharay liye :blush:

Re: Abi kuch dair pehlay

pehlay yeh batao tum larka ho yah larki :konfused:

Re: Abi kuch dair pehlay

Pepsi, cock, Fanta, Sprit, Tang, Doood sodha :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

chai ke pati to baad mai pehlay dooood b to chiay hota hay na :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

agar phir fuse ho gia to ham nokri say nikaal dain gay :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

:smack:

Re: Abi kuch dair pehlay

ji haaan
baqoool un k bohat si larhkiyoon nay un ka fuse urha diya hay

Re: Abi kuch dair pehlay

fikr not .. main engineer aisay hi nahi ban gaya.. baray baray fuse badlaain hain yahan tak poonchnay kay liyay :halo: