Abhi woh dard baki hai ,
Agarchay waqt marham hai,
Magar kuch waqt lagta hai,
Kisi ko bhool janay mein,
Dobara dil basaanay mein
Abhi kuch waqt lagna hai,
Abhi woh dard baki hai,
Main kaisay naee ulfat main,
Apni zaat ko gum kar doun,
Kay maray Jism-O-Jaan mein,
Abhi woh fard baki hai,
Abhi uss shakhs ki mujh par,
Nigah-E-Sard baki hai,
Abhi to ishq k raastoon ki,
Mujh par gard baki hai,
ABHI WOH DARD BAKI HAI…
Re: Abhi woh dard baki hai
Agar che waqt marham hai :hinna:
Re: Abhi woh dard baki hai
time heals everything but give time some time ;)
LP
4
Re: Abhi woh dard baki hai
aur agar bhoolna he na ho tou:emmy:
Re: Abhi woh dard baki hai
dont give time, some time ;)
Aryaan
6
Re: Abhi woh dard baki hai
Bohat Khoob Angel..:k:
Re: Abhi woh dard baki hai
