**Abhi wohi Aaasmaa’n hai Roshan
Wohi sitaray abhi Ayyaa’n hain
Abhi Samandar mein Shor BAqi
Abhi Haqeeqat koi Gumaa’n hai
Koi Nashha Aankh mein Hamari
Behak raha hai, Machal raha hai
K Jaisay KHaboo’n Ka Qafla hi
Ghanairay Jungle mein Chal raha hai
Mohabatoo’n ki Mehak wohi hai
Wohi hai Ahsaas Chahnay kaaaa
Jo TUM say Pehlay Nahi Mila tha
Mila hai Aab Lutf Jaagnay kaaa
Meray Qareeb aaao, aaa k dekho
Wohi Asad hoo’n Tumhara Walaaa
Wohi Asad hoo’n Tumhara waaalaaa…!
Wohi Tumhara Purana walaa…**