Abhi tou soya hoga woh

Phone k aagey chup bethi mein, kitni dair se soch rahi hun
Abhi woh thakk k soya hoga, ussey uthana theek nahin


Restored attachments:

Re: Abhi tou soya hoga woh

good one

Re: Abhi tou soya hoga woh

sarhaane "Meer" ke aahista bolo
abhii Tuk rote rote so gayaa hai

Re: Abhi tou soya hoga woh

Yeh aap baar baar apnay muunh ko balloon kyun bana rahey hain?!?! Iss terha tou aap kuch zyada he thaak ker sotey hongay aur logonko dinmein bhi aap mayassar nahin aatey hongay :p

Re: Abhi tou soya hoga woh

hahaha…yeh insaan kii “bloated Ego” kaa ek namoona hai! :cb:

Re: Abhi tou soya hoga woh

Anaa ki mauj mast mein abhi bhi badshah hain hum … :stuck_out_tongue: << ye wali na!

Re: Abhi tou soya hoga woh


yaqeenan! :D

Re: Abhi tou soya hoga woh

Aapki yeh DP kyun hai?!?! :p

Re: Abhi tou soya hoga woh


yehii bataane ke liye k Bloated Ego se insaan kii shakl kia se kia ho jaatii hai....sabhii ko apnii Khaal meN rahnaa chaahiye! :)

Re: Abhi tou soya hoga woh

hum tou hain apni khaal mein , aap sunaein :p

Re: Abhi tou soya hoga woh


merii khaal bahot flexible hai aur isii liye problems haiN lol

Re: Abhi tou soya hoga woh

:frowning:
Utha loo…shayad thakan door ho jaaye :wink: