abhi toofaa'N nahi thehRa abhi aa'nkhooN maiN jal-thal hai

Re: abhi toofaa’N nahi thehRa abhi aa’nkhooN maiN jal-thal hai

:blush: kia karen phir banna paRta hai na..dostoN ka kuch khayal a he jata hai:blush:

Re: abhi toofaa’N nahi thehRa abhi aa’nkhooN maiN jal-thal hai

:slight_smile:

Re: abhi toofaa’N nahi thehRa abhi aa’nkhooN maiN jal-thal hai

:blush:

Re: abhi toofaa'N nahi thehRa abhi aa'nkhooN maiN jal-thal hai

Lajawab Choice as Usual NJ..........app key moojodgi main apni daal nahee galnay wali:)

Re: abhi toofaa'N nahi thehRa abhi aa'nkhooN maiN jal-thal hai

hmmmm aj kal daal wesay bhi meat k bhaa'oo bik rehi is leay daal k khawab choR daiN....abhi daal galnay ka khawab baqie hai :p

Thanks wesay post karnay waly se pharnay walay ko zaida credit jata...k zoaq acha ho tu achi cheez achi lagti :)

Re: abhi toofaa'N nahi thehRa abhi aa'nkhooN maiN jal-thal hai

Amazing stuff Nikami ji , i think aap ney pehli baar nazm post ki hey:-) ghazal ho ya nazm aapki choice humesha zabardast hoti hey:~)

Re: abhi toofaa'N nahi thehRa abhi aa'nkhooN maiN jal-thal hai

thanks Gul-e-tasbeeh...post karnay walay se zaida credit parnay walay ko jata k us ka zoaq acha hahi tu usay post ki huwie nazam ya gazal achi lagti....agay b aik do dafa ki ahi u know am not nazam person..lakin nazam bhi post kaRana Nikami ne Aymal se seekha hai :p