abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai..!!!

*abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai ke ashq rokna tum se mahaal hona hai

her aik lab pe hai mere wafaa kay afsanay
teray sitam ko abhi lazawal hona hai

baja ke khaar hai lakin bahaar ke root mein
yeh tay hai ke ab hamein bhi nahaal hona hai

tumhein kabar he nahi tum to loot jaoo gay
tumharay hijar mein lamha bhi saal hona hai

hamare rooh pe jub bhi azaab utray gay
tumhare yaad ko is dil ke dahl hona hai

khabhi to woh bhi royay ga kese ke banhoon mein
khabhi to is ke hanse ko zawaal hona hai

milay gay hum ko bhi apnay naseeb ke khusiaan
bus intazaar hai kab yeh kamaaal hona hai

her aik sakas chalay ka hamare rahooon per
mohabbat mein hamein woh misaal hona hai

**zamana jis ke ghum o pech mein ulhj jayay
hamare zaat ko aisa sawal hona hai

wasee yaqeen hai mujhe ko woh loot ayay ga
ise bhi apnay keay ka malala hona hai sigh***

Buhat achi hay :)

Re: abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai..!!!

[QUOTE]
Originally posted by ghazal kisi ke: *
*wasee
yaqeen hai mujhe ko woh loot ayay ga
ise bhi apnay keay ka malala hona hai sigh*
[/QUOTE]

Masha Allah bohat khoob... and it is also good to see something from you after a long time... welcome back...

bohat khoob :k:

Wah kia kahnay :k:

Nice :)

Buhat Khoob:flower1:…

Re: abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai..!!!

bhut khoob ghazal :k:

ayee hayee gahzal kiya post kiya he wow

abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
ke ashq rokna tum se mahaal hona hai

her aik lab pe hai mere wafaa kay afsanay
teray sitam ko abhi lazawal hona hai

aha maza ah giya :) thanxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

:)

ta ta gahzal

Re: abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai..!!!

Awesome piece :k:

Re: Re: abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai..!!!

shukria :~)

chalo tumhein kuch to pasand aya:~)
thanks a lot for liking:~)

shukria sis:hug:

thanks BS:~)

thanks dost:~

thanks capo:~)

thanks sis:~)

thanks dilsay:~)

thanks sis:~)